Search engine me blog title se pahle post title kaise show karaye step
by step is post mein batane ja raha hu agar aap blog ya website create
kiye hai aur apke blog par traffic kam aa rahe hai to aapke liye bahut
hi important post likh raha hu,iss post ki madad se blog post article ko
title se pahle show kara sakte hain,blog mein post SEO (Search Engine
Optimization) karne ke liye top keyword article likhne hote hai jisase
blog post google mein ranking kare aur humaari google search engine mein
first page par show ho,blog par successful banane ke liye SEO ki basic
knowledge se advanced jankari hona bahut jaruri hai kyoki already hindi
blog site lakho se adhik internet par hai.Blog post ko search engine mein rank karaane ke liye blog post title aur blog title bahut hi important hote hain.
agar apke blog post ka title blog title se phle search mein show hota
hai fir google search mein apki blog jayega aur wha se organic traffic
milega isse apke post ka title dikhayi deta hai.
How to SEO Optimize Blogger Post Title Step By Step
blogspot blog ko google search me lane ke liye beginner blogger user
bilkul aise follow nhi karte hai jaise unke blog title ko post title ke
bad kaise show kare, show post title before blog title in blogger full guide.
Step1. Sabse pahle apko Blogger Dashboard par jaana hoga aur edit HTML par click karna hoga.
Step2. Template code ke andar ctrl+f press kare uske baad search box open ho jaayega.
Step3. iss code ko search karna hain <title><data:blog.pageTitle/></Title>
Step4. Iss code ko delete (replace) kare,iske jagah par niche maine ek code diya hai usko waha paste kar de.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>
<title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title>
<b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>
Code ko Copy kar sakte hai upar hai.
Finally
aapko samajh mein aa hi gaya hoga ki kaise post title ko blog title se
pahle show karaate hai,agar ye post aapko pasand aaya to isse apne dosto
ke sath share kare jyada se jyada.